Wednesday, 30 November 2011

layrics ki tumse pyar hua




ki tumse pyar hua , pyar hua , pyar hua hai -2
vo tera lehra ke Aana
vo tera balkha ke jana
vo tera lehra ke Aana
vo tera balkha ke jana
vo tere julfo ki khusbu vo tera pal pal sarmana
vo teri Aakhon ka jadu , raha na khud pe bhi kabu
vo tere labso ki narmi ho gayi kitni ab garmi
ho gayi kitni ab garmi ho gayi kitni ab garmi
 ki tumse pyar hua , pyar hua , pyar hua hai -2

Arjh kia hai
yu na nakhre dikha Ae jalim ye shama hai pyar ka
toote huye is dil or mehfile takrar ka
main to markar bhi karna chahunga
sirf or sirf deedar mere yaar ka



teri jannat to paisa hai ,teri mannat to paisa hai -2
jurm karti tu har dil pe karam tera ye kesa hai -3
paas apne na paisa hai -5
Aaj mujhko tu thukra de , chahe chamda bhi bikva de -2
rahunga surkhi banke main -2
chahe ranjhe ko chinva de -2
ki tumse pyar hua , pyar hua , pyar hua hai -2


Aab Aa gaya hai letest jamana to letest hi baat bataunga
ladki chahe kesi bhi ho per maan ki saaf ho
main serf exel to nahi jo kapde bhi chamkaunga


main to badnaam ho jau tujhpe kurbaan ho jau -2
kabhi romio kabhi majnu main bhi sare Aam ho jau
banu tera hi hazi main - 2 tera arman ho jau - 2
ki tumse pyar hua , pyar hua , pyar hua hai -2







No comments:

Post a Comment